Posts

Showing posts from 2020

Rasoolullah ( صلى الله عليه وسلم )Ne kabhi kisi khaadim ki pitaai nahein ki, na (kabhi) kisi aurat ko maara aur na hi kisi aur shakhs ko apne haath se maara.

Image
Rasoolullah ( صلى الله عليه وسلم )Ne kabhi kisi khaadim ki pitaai nahein ki, na (kabhi) kisi aurat ko maara aur na hi kisi aur shakhs ko apne haath se maara. 

Logon mein sab se bura aadmi woh hai, jis ki bad zubaani ki wajah se log us ka saath chhod dein.

Image
Logon mein sab se bura aadmi woh hai,  jis ki bad zubaani ki wajah se log us ka saath chhod dein.

Hasbiyal-laahu laa ilaha illa huwa alaihi tawakkaltu wa huwa rabbul arshil Azeem,

NEECHE WALI DUA CHAHE SACHCHE DIL SE PADHYE YA JHOOTE DIL SE PADHYE, DUNIYA AUR AAKHIRAT KE KAAMON PAR KIFAYAT KA NABAWI NUSKHA  (SAAT (7) MARTABA PADHEIN)  Hasbiyal-laahu laa ilaha illa huwa alaihi tawakkaltu wa huwa rabbul arshil Azeem, Tarjuma: Allah Ta'ala hi mujhe kaafi hai, us ke alawa koi ibadat ke layaq nahin ha, usi par main ne bharosa kiya aur wo azeem arsh ka malik hai.  Fazeelat: Jo shakhs shaam ke waqt ye dua saat (7) martaba padh le to Allah Ta'ala duniya aur aakhirat ki tamaam fikron ke liye kafi ho jaate hain.  Mazkurah dua chahe sachche dil se padhye ya jhoote dil se padhye pareshani door hogi.  (Hayat-us-sahaba jild 3 page 342 se 343)